Wednesday, September 22, 2010

SMS NIRALE

Purane waqaton main ur Aaj kal main
Kya faraq hai?
.
Purane waqaton main na bijli hoti thi
Na bijli k bill
Aaj kal bijli to hoti nhi pr bijli
Ka bill zaror hota hai



log the
Zbrdst ghar me ghus gae
Ur
Bed room se use utha k le gae
Ksi ne meri ek na suni
Jate hove keh gae
“Baki Qistaein de kr apna TV le ja
Mohabbat insan mai aik sharif jazbay ka naam ha, jisay nikal diya jaye tu Insan or Hewan mai koi farq nahi rehta.



Jab Tak Zinda Raha

Msg Karta Rahonga

Jab Msg Na Bhejon, To Ye Mat Samajhna K Marr Gaya

Balke

Samajh Lena
K
Bhai Par Bachiyon Ka Load Ziyada Hogaya Hai. :-)


Zuban me phool hain aur lafzon ke hath me pathar
kaho jo dosti isko to dushmani kya hai..

Har Subah Ko Aapni Sanso Me Rakho. Har Shaam Ko Aapni Baahon Me Rakho. Har "JEET" Aapki Hai. Bas Aapni "MANZIL" Ko Aapni Nigaho Me Rakho.



Sachi muhabbat kya hay?

Jab teri mehbooba ki naak beh rahi ho,
Aur tu usy chaat le...

Aur tujhe uska zaiqa rafhan custard
jaisa lage to samajh lena,


Mere Dost That You Are In LOV
Humain to Apno Ne Lota,

Gairon Main kahan dam tha,

Roti, kapra,
Makan ko to Chhoro,
Aj Subha Lote Main Pani kam tha..



Kal Raat, Böhat Dinö Baad, Kitab Khöli tö Ehsas howa,
.

.

.

.

K kitabain khol k jo neend ati hae wo kisi or cheez se nai ati...:)
"Jo shaks apni pocket money se apne doston ko treat deta hai.
.
.kamyabi hamesha us k kadam chomti ha..!!"

William Muft Khor. ;-)

No comments:

Post a Comment

download here

Adbright inline