Monday, December 20, 2010

sms dil se

Unki mohabbat ka nishaan abhi baaki hai,
Naam lab par hai par jaan abhi baaki hai,
Kya hua jo dekh kar muhh pher lete hai,
Tassali hai chehre ki pehchan abhi baaki hai.

Tamanna koi bhi mere dil ki poori na hui,
Chahat ka koi afsana na bana,
Aaj phir chali gayi zindagi nazron ke saamne se,
Aur usse baat karne ka koi bahana na bana.

Ho sakta hai humne anjaane mey apko kabhi rula diya,
Aapne duniya k kehne pe hume bhula dia,
Hum to vaise bhi akele the,
Kya hua agar aapne ehsaas dila diya??
Usne kaha.....



Ye ishq nahi aasa, Itna to samajh lejiye...

Ek Aag ka dariya hai, aur doob ke jaana hai ....



Maine kaha...



masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai..

kagaj ki haveli hai, baarish ka zamaana hai..

kya shart-e-mohabbat hai, kya shart-e-zamana hai..

awaz bhi jakhmi hai aur wo geet bhi gana hai..

uss per utrne ki umeed bahut kam hai..

kashti bhi puraani hai, tufaan bhi aana hai..

samajhe ya na samjhe wo andaaz-e-mohabbat ka..

bheegi hui ankho se ek sher sunaana hai..

bholi si ada, koi fir ishq ki jid par hai..

fir aag ka dariya hai.. aur doob hi jana hai ...
Ish Do Pal ki Jindgi main Tanhai Quon Hai,
Logon Ko Hamse Rushwai Kyon Hai,
Dunia Main Insano Ki Kami To Nahi par Fir Bhi,
Hamare Sath Hamari Parchhai Kyon Hai.
Dil Toota To Ek Aawaz Aayi,
Cheer Ke Dekha To Ek Cheez Nikal Aayi,
Socha Kya Hoga Is Khali Dil Me,
Lahu Se Dhokar Dheka To Aapki Tasveer Nazar Aayi
Juban hi sirf ek jariya nahi
jo aap shabdo ko samajh payenge
kabhi ankhon me jhankakar dekhiye
hazaro alfaz khud-b-khud bikhar jayenge
khubsurat hai zindagi khwab ki tarah,
jane kab tut jaye ye kaanch ki tarah,
kisi mod pe agar mulakat ho gayi hamari
to aankhen mat mod dena ajnabee ki tarah...
Foolo ki mahak churaye to kaise
Suraj ki kiran chupayein to kaise
Apse hum mein kitne bhi faslien ho
Hum aap jaisa pyaar ko bhulaye kaise.
Isqe karane wale ki aankho ki baat samaj lete hai sapne mein miljaye to mulaqat samaj lete hai rota hai ye parwana ek sacchi dosti ke liye par log ise aansoin ki barsaat samaj lete hai.
Teri aankh mein jo nami si chai hai wo mere dur hone ki gavahi hai yaad itna na kiya karo mujhe hichki le le kar meri jaan pe ban ati hai.
Laut Jati Hai duniya gam hamara dekhakar,
jaise Laut jati hai lehren kinara dekhkar,
tu kandha na dena mere janaze ko,
kahi fir Zinda na ho Jau tera sahara dekhkar
Mangi thi duaa aasiyane ki, chal padi aandhiya jamaneki.
Aapka gam to koi samajh na saka, Kyonki aapki aadat hai gamo me bhi muskurane ki
Beauty doesn't make luv but luv makes beauty; break everything but never break the heart; Heart is the music, play it but never play with it.
Apani Apani Shakh Hai, Apane Apane NeeD, Na Jaane Phir Kisliye, Bhaag Rahi Hai BheeD.

No comments:

Post a Comment

download here

Adbright inline