Mere Barose Ko Ruswa Na Karna,
Dil Mai Tere Koi Aur Bas Jaye Tu Bata Dena,
Mere Dil Mai Reh Kar Bewafai Na Karna.
Dost dost se khafa nahi hota,
Pyaar pyaar se juda nahi hota,
Bhula dena meri kuch kamiyon ko,
Kyunki insaan kabhi Khuda nahi hota.
Pyaar pyaar se juda nahi hota,
Bhula dena meri kuch kamiyon ko,
Kyunki insaan kabhi Khuda nahi hota.
Dosti ki tadap ko dikhaya nahi
jaata,
Dil me lagi aag ko bujhaya nahi jaata,
Kitni bhi duri ho dosti me,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jaata.
Dil me lagi aag ko bujhaya nahi jaata,
Kitni bhi duri ho dosti me,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jaata.
Khud ko khud ki khabar na lage,
Koi accha bhi is kadar na lage
Aap ko dekha hai bas uss nazar se,
Jis nazar se aap ko nazar na lage….
Koi accha bhi is kadar na lage
Aap ko dekha hai bas uss nazar se,
Jis nazar se aap ko nazar na lage….
Milna Bicharna Sb Qismat Ka Khel Hai,
Kahin Nafrat Kahin Dilon Ka Mail Hai,
Bik Jata He Hr Rishta Duniya Me,
Sirf Dost Hi Yahan “NOT for SALE” Hai…
Kahin Nafrat Kahin Dilon Ka Mail Hai,
Bik Jata He Hr Rishta Duniya Me,
Sirf Dost Hi Yahan “NOT for SALE” Hai…
Dosti dil hai dimaag nahin.
Dosti soch hai, awaaz nahin.
Koi aankhon se nahin dekh sakta Dosti ke jazbe ko… Kyonki
Dosti ehsaas hai, andaaz nahin….
Dosti soch hai, awaaz nahin.
Koi aankhon se nahin dekh sakta Dosti ke jazbe ko… Kyonki
Dosti ehsaas hai, andaaz nahin….
Fiza mein mehekthi shaam ho tum,
Pyar mein jhalaktha jaam ho tum,
Tumhe dil mein chupayee phirte hain
Aai dost meri zindagi ka dusra naam ho tum.
Pyar mein jhalaktha jaam ho tum,
Tumhe dil mein chupayee phirte hain
Aai dost meri zindagi ka dusra naam ho tum.
Mera bus chale to teri yaden kharid loon
Apne jeene k waste teri baten kharid loon
Kar saken jo har waqt deedar tera
Sub kuch luta kr wo ankhen kharid loon.
Apne jeene k waste teri baten kharid loon
Kar saken jo har waqt deedar tera
Sub kuch luta kr wo ankhen kharid loon.
muhabbat mith nahi sakti nakar kushish methat ney ko..
mere dil key tamana hey tojey apna bana ney ko….
mere dil key tamana hey tojey apna bana ney ko….
mujey is ka gham nahi key badal giya zamana…..
mera jan yey jis ney lika hey kahi tum badal na jana…
mera jan yey jis ney lika hey kahi tum badal na jana…
hum to app ki yaadoo mey rehtey hey….
kiya karo key app hamary parwahi nahi karti..
kiya karo key app hamary parwahi nahi karti..
Yeh hamari kismat hai ki aap hame dhost kahete hai
dur hokar bhi yaad karte hai
waqut aane pur hum bhi dikha denge
ke dosti ka hakk kaise ada karte hai
dur hokar bhi yaad karte hai
waqut aane pur hum bhi dikha denge
ke dosti ka hakk kaise ada karte hai
Jindagi kisi ki amanat nahi hoti,
Amanat main kabhi kayamat nahi hoti,
Dil ko sambhal kar rakhna,
Meri dosti ki kaid main jamanat nahi hoti.
Amanat main kabhi kayamat nahi hoti,
Dil ko sambhal kar rakhna,
Meri dosti ki kaid main jamanat nahi hoti.
Chale jayenge magar yaaden suhani chhod jayenge,
Aapke dil me apni nishani chhod jayenge.
Kabhi royouge to kabhi muskuraoge,
Hum dosti ko vo kahani chhod jayenge.
`
Dil ki jarurat har jaan ko hoti hai,
Taron ki jarurat har aasman ko hoti hai.
Hamari tamnna hai salamat raho tum,
Kyon ki achchhe dost ki jarurat har insane ko hoti hai.
`
Us nazar ki taraf mat dekho,
Jo aapko dekhne se inkar karti ho.
Duniya ki bheed me us nazar ko dekho,
Jo shirf aapka hi intezaar karti ho.
`
Kisi se shirf utna hi door hona,
K use aapki ahmiyat ka ehsaas ho jaye.
Lekin kabhi itna bhi door mat hona,
K vo aapke bina jeena seekh jaye.
`
Jo dil ke karib hi nahi saanso me base ho,
Dost sachche gar sath ho to roya nahi karte.
Jo ho jeene ki wajah vo har pal yaad aate hai,
Gum me bhi sukun de ese doston ko khoya nahi karte.
`
Din beet jate hai suhani yaaden banker,
Baaten rah jati hai kahani banker.
Par dost to hamesha dil ke karib rahenge,
Kabhi muskan to kabhi aankhon ka pani banker.

Yaadon ke pahre har dam na honge.
Bita liya karo kuch pal hamari bhi yaadon me,
Fir kya yaad karoge dost jab hum na honge.Ashiqon ne puchha khuda se,
Tune hamesha duniya walon ko
Pyaar ka dushman kyon banaya.
Khuda ek pal ke liye hansa aur bola,
Tumne mere sath konsa achchha kiya
Tumne to apne pyaar ko hi khuda bana liya…
Gadha jo khaaye wo Ghaas ho tum,
Buddhe ka Chyawanpraash ho tum,
Idiot, stupid, bakwaas ho tum,
Par jo bhi ho! Yaar! Dost Jhakaas ho tum..!!!
Buddhe ka Chyawanpraash ho tum,
Idiot, stupid, bakwaas ho tum,
Par jo bhi ho! Yaar! Dost Jhakaas ho tum..!!!
Yaara teri ye yaari,
hai hamari jaan se pyari,
hai hamari jaan se pyari,
Pehli mulakat mujhe,
aaj bhi hai yaad mujhe,
aaj bhi hai yaad mujhe,
Hamare kadam jo yun hain mile,
saath jude hain saare silsilay,
saath jude hain saare silsilay,
Raaston ke faasle yun mit te gaye,
zindagi ke lamhe saath kat te gaye,
zindagi ke lamhe saath kat te gaye,
Gamon ko door hum karte chale,
khushyon ki potli hum bharte chale,
khushyon ki potli hum bharte chale,
Sikan kabhi na aaye tere maathe pe,
dukh ki chhaya kabhi na pade tere saaye pe,
dukh ki chhaya kabhi na pade tere saaye pe,
Gar kabhi fahse bhi kaaton ki jhurmut mein,
mujhe yaad karlena o dost raahon mein,
mujhe yaad karlena o dost raahon mein,
Door hone ke babjood mein,
pass tere rooh mein hoon mein,
pass tere rooh mein hoon mein,
Jhak kar dekho tum mujhe to,
Samne nazar aaonga mein,
Samne nazar aaonga mein,
Yeh vaada hai mera tumse o dost,
meri zindagi saada rahegi teri o dost.
meri zindagi saada rahegi teri o dost.
Hum umeedo ki duniya basaate rahe
Vo bhi har kadam par aazmaate rahe
Jab mohabbat ke imtihaan mein marna pada
Humne jaan dedi aur vo kasmein khaate rahe
Vo bhi har kadam par aazmaate rahe
Jab mohabbat ke imtihaan mein marna pada
Humne jaan dedi aur vo kasmein khaate rahe
Ab na koshish karenge unhe bhulaane ki
jinki aadat hai binn baat rooth jaane ki
vo chaahe toh bhool jaaye hamein sapna samajh kar
magar hamein aadat nahin apno ko dil se bhulaane ki
jinki aadat hai binn baat rooth jaane ki
vo chaahe toh bhool jaaye hamein sapna samajh kar
magar hamein aadat nahin apno ko dil se bhulaane ki
Tumse dosti karke har khushi meri taraf muskuraane lagi
meri tanha raaton mein bhi geet tere pyar ke gaane lagi
hue hai bas do hi din aapse miley hue par
yeh DOSTI aapki mere dil mein ghar banaane lagi
meri tanha raaton mein bhi geet tere pyar ke gaane lagi
hue hai bas do hi din aapse miley hue par
yeh DOSTI aapki mere dil mein ghar banaane lagi
Dosti Ghazal hai
gungunaane ke liye
Dosti nagma hai sunaane ke liye
yeh vo jazba hai jo sabko milta nahin
kyunke hosla chaahiye DOSTI nibhaane ke liye
gungunaane ke liye
Dosti nagma hai sunaane ke liye
yeh vo jazba hai jo sabko milta nahin
kyunke hosla chaahiye DOSTI nibhaane ke liye
Yun mili jo nigaahe
dosti ittefaq hogayi
Raah mein chalte chalte tumse mulaaqat hogayi
Jab se basaaya hai tumhe nigaaho mein
Pata na chala kab din kab raat hogayi
dosti ittefaq hogayi
Raah mein chalte chalte tumse mulaaqat hogayi
Jab se basaaya hai tumhe nigaaho mein
Pata na chala kab din kab raat hogayi
Iss zamane se bohat
alag ho aap
Vo khush kismat hai jiske paas ho aap
Hamare liye vo waqt hi haseen hai
Jab hamein yaad karke dil se muskura lete ho aap
alag ho aap
Vo khush kismat hai jiske paas ho aap
Hamare liye vo waqt hi haseen hai
Jab hamein yaad karke dil se muskura lete ho aap
Kabhi kisi baat ko
dil se na lagaana
agar koi gham ho toh hamein zaroor bataana
tumhare liye hamare paas waqt hi waqt hai
jab dil bhar aaye toh chale aana
dil se na lagaana
agar koi gham ho toh hamein zaroor bataana
tumhare liye hamare paas waqt hi waqt hai
jab dil bhar aaye toh chale aana
Nigahen aapki
pehchan hai hamari,
Muskarahat aapki shan hai hamari,
Karna hifazat tum apni,
Kyounki sanse aapki jaan hain hamari…
pehchan hai hamari,
Muskarahat aapki shan hai hamari,
Karna hifazat tum apni,
Kyounki sanse aapki jaan hain hamari…
Bolti hai dosti chup
rehta hai pyar
Hasaati hai dosti rulaata hai pyar
Milaati hai dosti judaa karta hai pyar
Phir bhi kyu dosti chodkar lowg karte hai pyar
rehta hai pyar
Hasaati hai dosti rulaata hai pyar
Milaati hai dosti judaa karta hai pyar
Phir bhi kyu dosti chodkar lowg karte hai pyar
shyaad fursat nahi
hai ruthne manane ki,
hai ruthne manane ki,
Nigahe badal gai apne or begano ki,
tum na chodna haath
dosti ka, warna
tamanna na rahegi dost banane ki.
tum na chodna haath
dosti ka, warna
tamanna na rahegi dost banane ki.
Sitaro ki bheed se
churaaya hai apko
Dil se apna dost banaaya hai apko
Iss dil ko tootne na dena kabhi…
Kyun ke…Iss dil ke kone mein chupaaya hai apko
churaaya hai apko
Dil se apna dost banaaya hai apko
Iss dil ko tootne na dena kabhi…
Kyun ke…Iss dil ke kone mein chupaaya hai apko
Ae dost zindagi bhar
mujhse dosti nibhaana
dil ki koi bhi baat humse kabhi na chupaana
sath chalna mere tum dukh sukh mein
bhatak jau mein jo kabhi sahi raasta dikhlaana
mujhse dosti nibhaana
dil ki koi bhi baat humse kabhi na chupaana
sath chalna mere tum dukh sukh mein
bhatak jau mein jo kabhi sahi raasta dikhlaana
Tere aane se zindagi mein bahaar aagayi
dost tu kabhi dil se door na jaana
ho agar hatta humse koi anjaane mein toh
yun khafa na rehna hamein zaroor bataana
dost tu kabhi dil se door na jaana
ho agar hatta humse koi anjaane mein toh
yun khafa na rehna hamein zaroor bataana
Tum kya milley
har khushi mil gayi
teri dosti har andhere ko ujaale mein badal gayi
yunhi nibhaate rehna dosti sath dena har kadam pe mera
teri dosti kya mili hamein toh duniya ki har cheez mil gayi
kadam kadam pe
hawaon se taaluk rakhna
dosti ke daur pe dosti ka aasra rakhna
hamari yaadon ki khushboo zaroor aayegi
aap bas apne dil ka darwaaza khula rakhna

Dard se hamara
rishta na jodna
ae dost kabhi hamein tanha na chodna
milenge aur bhi dost tumhein zindagi ke safar mein
hamari guzaarish hai tumse ke humse muh na modna
Teri dosti kya mili
mujhe jeene ka sahaara milgaya
dhoobi hu kashti ko kinaara milgaya
duao mein maangte thei apne khuda se ek dost
aaj dekho hamein sab se pyaara dost milgaya

Badi muddat se
chaaha hai tujhe
Badi duao se paaya hai tumhe
Tujhe bhoolne ki soche bhi toh kaise dost
Kismat ki lakeeron se churaaya hai tumhe…
chaaha hai tujhe
Badi duao se paaya hai tumhe
Tujhe bhoolne ki soche bhi toh kaise dost
Kismat ki lakeeron se churaaya hai tumhe…
No comments:
Post a Comment