Iss MESSEGE ko bari Mehrbani 7 din baad parna OK, Band Karo Aur Save Karo do, Oh! Samjh Nahi aati acha chalo6 din baad OK, aray phir parh rahe hu app! yeh cheating hai.. acha itni jaldi hai tu parh lo.... I'm the Ist one who wish u.. Eid Mubarak. | |||||||||||
Na juban se, Na nigahin se, Na dimag se, Na rango se, Na greetings se, Na gift se, Aapko Eid Mubarak ho direct DIL se... | |||||||||||
May the noor of this month illuminate ur heart, mind and soul n may all ur duas be answered. Remember me in your prayers. EID MUBARAK | |||||||||||
I wish you ALL a very happy and peaceful Eid. May Allah accept your good deeds, forgive your transgressions and ease the suffering of all peoples around the globe.Eid Mubarik | |||||||||||
Here comes the day,once in a blue moon. With chanda mama shinin up bright And blessing everyone. Her luv so tender, merciful. Shinin down on the earth wishin us "Happy eid"."Eid mubarakh" | |||||||||||
Deep Jalte jagmagate rahe, Hum aapko Aap hame yaad aate rahe, Jab tak zindagi hai, dua hai hamari 'Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe.' Happy EID.. | |||||||||||
Eid aaye Tum na aaye kya Maza hai Eid ka Eid hi to Naam hai Ek Dusrey ki Deed ka Apna to kisi Tour katt jaye ga ye Din Tum jis se milo aaj us ko Eid Mubarak | |||||||||||
Gulshan ko kar rahi Mo'attar Hawa-e-Eid Aata nahi Nazar kuch b Siwaye Eid Meri Taraf se Eid Mubarak ho Aap ko Bus Mere pass hai Yehi Tohfaa Bara-e-Eid | |||||||||||
Kuch Musarrat Mazeed ho jaye Is bahane se Eid ho jaye Eid milne jo Aap aajayein Meri b Eid, Eid ho jaye | |||||||||||
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN HASRAT HAI TUMHARI DEED KARAIN TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN KEHTAY HAIN EID KI AMAD HAI TOU LOG BHI KUCH TAEID KARAIN TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN | |||||||||||
EID TO NAAM HAI DIL KI KHUSHI KI REET KA JAB DIL MAIN KHUSHI NA HO PHIR KIA MAZA EID KA ANKHON KO AGAR AB KAY BARAS HOJAYE TUMHARI DEED PHIR DIL KO MAZA AYE GA AB KAY BARAS KI EID KA | |||||||||||
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama Apni palkoon mein hargiz sitare na layain gay Rakhna Sambhal k tum chund khushiyan mere liye Main laut k aaonga phir EID Manain gay… | |||||||||||
Jo log EID ka chand nikalney ka intezar ker rahay hain, Un k liye Itla’an Arz hai k wo aram karain kion k mera aaj ghar se bahir nikalnay ka koi irada nahin hai
|

Custom Search
my
/>
Find Out your way from here...
Tuesday, November 30, 2010
sms Eidee
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment