Diwali
Jo tu chahe wo tera ho,
Har din khubsoorat aur ratein roshan hon,
Kamyabi choomtey rahe terey kadam hamesha yaar,
Naya Saal Mubarak ho tujhe mere yaar..
`
Is diwali tumko mile
Rathore ki Aim
Film stars ka Fame
Game show ka Jackpot
Hit film mein ek spot
Jadoo ki chari
lots of crackers aur phuljhari
sab ka dher saara piyar aur dosti
and lots n lots of fun n masti
Wishing u a very Happy Diwali!
`
Makki ki roti, Nimbu ka aachar,
Suraj ki kirne, Khushiyo ki bahar,
Chand ki chandi, Apno ka pyaar,
Mubarak ho aapko, DIWALI ka tyohar.
HAPPY DIWALI
`
Deepak ka prakash har pal aapke jivan me ek nayi roshni de,
Bas yehi shubhkamna hai hamari aapke liye diwali ke is paawan avsar par,
!! Happy diwali !!
`
Aai aai diwali aai, saath me kitni khushiya laayi
Dhoom machao, mauz manao, aap sabhi ko diwali ki badhai.
“Happy Diwali”
`
Ek dua mangte hai hum apne bhagwan se,
Chahte hai aapki khushi pure imaan se,
Sab hasratein puri ho aapki,
Aur aap muskaraye dil-o-jaan se!!
Happy Diwali
`
Deep jalte jagmagate rahe,
Hum aapko aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai,
Dua hai hamari,
Aap chand ki tarah zagmagate rahe.
“Happy Diwali”
`
Aai aai Diwali aai,
Saath mein kitni khushiya laayi,
Dhoom machao, mauz manao,
Aap sabhi ko Diwali ki badhai.
Happy Diwali
`
Dino din badta jaye karobaar,
Pariwaar mein bana rahe sah aur pyaar,
Aap hamesha paye khusiyaan apaar,
Hoti rahe sada dhan ki barasaat,
Aisa ho aapke liye diwali ka tyohaar..
`
Har dam khushiya ho sath,
Kabhi daman na ho Khali
Hum sab Ke taraf se,
Wish you Happy Diwali…
`
Deepawali ke subh awasar pe yaad aapki aaye,
Shabd shabd jhod kar deta tumhe badhai.
Diwali Mubarak
`
Andhera hua dur raat ke saath
Nayi subha aayi diwali leke sath
Ab ankhne kholo dekho ek msg aayi hai
Diwali ki subh kamna sath layi hai.
Happy Diwali
`
Iss diwali pe hamari dua hai ki,
Apka har sapnna pura ho,
Duniya ke unche mukam apke ho,
Shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!
Wish U a very Happy Diwali!